Teri Taqdeer Ka - Zabak lyrics | Zabak - Teri Taqdeer Ka lyrics

Teri Taqdeer Ka is a hindi song from the 1961 movie Zabak. Teri Taqdeer Ka singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, S.Balbir. Teri Taqdeer Ka composer is Chitragupta Shrivastava and Teri Taqdeer Ka lyricist or song writer is Prem Dhawan. Teri Taqdeer Ka music director is Chitragupta Shrivastava. Teri Taqdeer Ka features Shyama, Mahipal, Sahira. Teri Taqdeer Ka director is and the producer is . The audio of Teri Taqdeer Ka song was released on null by Saregama. Teri Taqdeer Ka YouTube video song can be watched above.


Bol meri jaan tu kaun hai pari
Bol kahaan se aayi hai aasmaan se
Dil ka haal batayegi bataungi
Jaadu zara dikhaayegi
Dikhaaungi to bata
Kya kahti shehzaade ki taqdeer
Arre waah waah waah waah waah


Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai


Dil hai tera khoyaa
Ye kaise bure haal mein
Kisi ke kaale baal mein
Kisi ki tedhi chaal mein


Hua hai deewaana
Tu kiske khayaal mein
Phansaa hai kaise jaal mein
Tu pari ke jamaal mein
Toone kaise jaana ke
Mera buraa haal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai


Dekho to hai kehti
Ye haath ko lakeer
Kya hai meri taqdeer
Kya karoon main tadbeer kya
Aake hi rahegaa shikaar
Tere teer mein
Sone ki zanjeer mein
Ye likhaa taqdeer mein
Dar na tu betaa
Thode dinon ka sawaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai


Sainaa tum
Tum phir yaha kyun aaye
Apne gunaah ka lagaane
Chale jaao yaha se
Main tumhaari soorat
Bhi dekhna nahin chahti
Aayindaa main khud apni soorat
Chhupaane ki koshish karoonga
Lrekin is waqt khuda ke
Liye mere saath chali chalo
Maine tumhe is pahan
Pahunchaane ka intezaam
Kiya hai is pahan
Sochne ka waqt nahin hai saina
Jaldi karo
Acchaa


Baandhoongaa main sehra
Ghadi wo kab aayegi
Wo meri ban jaayegi
Mujhe mil jaayegi
Jaadoo ka ye surma
Tu aankho se lagaa le
Tu moonchhe bhi mundaa le
Tu daadhi bhi kataa le
Dekh phir kaisa
Fakeeron ka kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai


Ha ha ha ha ha ha ha
Milegi milegi milegi
Arre zaroor milegi
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Kamaal hai
Hurr ho ho
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Hoy hoy.



Movie/album: Zabak
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, S.Balbir
Song Lyricists: Prem Dhawan
Music Composer: Chitragupta Shrivastava
Music Director: Chitragupta Shrivastava
Music Label: Saregama
Starring: Shyama, Mahipal, Sahira
Release on: null
1. Who is the music director of the song Teri Taqdeer Ka
Ans: Teri Taqdeer Ka song music director is Chitragupta Shrivastava
2. Who is/are the singer/singers of the song Teri Taqdeer Ka
Ans: Teri Taqdeer Ka song singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, S.Balbir
3. Who is the Composer of the song Teri Taqdeer Ka
Ans: Teri Taqdeer Ka song composer is Chitragupta Shrivastava
4. Who is the Lyricist of the song Teri Taqdeer Ka
Ans: Teri Taqdeer Ka song lyricist is Prem Dhawan
5. What is the movie of the song Teri Taqdeer Ka
Ans: Teri Taqdeer Ka song is from Zabak
6. Who wrote the song Teri Taqdeer Ka
Ans: Teri Taqdeer Ka song is written by Prem Dhawan

Find other songs in - Zabak

1
Shama Jali Armano Ki

Lata Mangeshkar

2
Tujhko Main Jaan

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

3
Jaane Kaisa Chhane

Lata Mangeshkar

4
Teri Duniya Se Door

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

5
Mujhe Mubaarak

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

6
Hamko Bhi De

Mohammed Rafi