Bane Hain Hum - Ghar Ki Izzat lyrics | Ghar Ki Izzat - Bane Hain Hum lyrics

Bane Hain Hum is a hindi song from the 1948 movie Ghar Ki Izzat. Bane Hain Hum singer is Ram Kamlani. Bane Hain Hum composer is Govind Ram and Bane Hain Hum lyricist or song writer is Ishwar Chandra Kapoor. Bane Hain Hum music director is Govind Ram. Bane Hain Hum features Dilip Kumar, Mumtaz Shanti. Bane Hain Hum director is and the producer is . The audio of Bane Hain Hum song was released on null by Saregama. Bane Hain Hum YouTube video song can be watched above.


Bane hai hum to ghar jamai
Bane hai hum to ghar jamai
Ghar jamai bankar
Hamne ye izajat payi
Bane hai hum to ghar jamai
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar ha ho jasu tyar
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Ha biwi ki salwar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Banke dhobi karu ishtri
Ye hai meri kamai
Bane hai hum to ghar jamai


Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Apni tankha paye
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Hum lalchai nazaro se
Unko dekhe jaye
Ham lalchai nazaro se
Unko dekhe jaye
Jeb mein mere nahi ke payi
Jeb mein mere nahi ke payi
Bane hai hum to ghar jamai


Kabhi jo saas kahe
Bajar se sauda la de
Kabhi jo saas kahe
Bajar se sauda la de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Yahi hatho ki hai safai
Bane hai hum to ghar jamai


Ghar jamai banana hai to
Baaat meri ek mano
Ghar jamai banana hai to
Baaat meri ek mano
Saas sipai sasur daroga
Joru afsar jano
Phir milegi tumko dud malai
Milegi tumko dud malai
Dudh malai khake hamne
Ye hai sehat payi
Bane hai hum to ghar jamai.



Movie/album: Ghar Ki Izzat
Singers: Ram Kamlani
Song Lyricists: Ishwar Chandra Kapoor
Music Composer: Govind Ram
Music Director: Govind Ram
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Mumtaz Shanti
Release on: null
1. Who is the music director of the song Bane Hain Hum
Ans: Bane Hain Hum song music director is Govind Ram
2. Who is/are the singer/singers of the song Bane Hain Hum
Ans: Bane Hain Hum song singer is Ram Kamlani
3. Who is the Composer of the song Bane Hain Hum
Ans: Bane Hain Hum song composer is Govind Ram
4. Who is the Lyricist of the song Bane Hain Hum
Ans: Bane Hain Hum song lyricist is Ishwar Chandra Kapoor
5. What is the movie of the song Bane Hain Hum
Ans: Bane Hain Hum song is from Ghar Ki Izzat
6. Who wrote the song Bane Hain Hum
Ans: Bane Hain Hum song is written by Ishwar Chandra Kapoor

Find other songs in - Ghar Ki Izzat

1
Taaron Ki Toliyon Pe

G. M. Durrani, Shamshad Begum

3
Sari Duniya Ke Sartaj

Shamshad Begum

4
Meri Duniya Ke Garibo

Shamshad Begum

5
Fariyad Meri Sun Le

Shamshad Begum

6
Baag Mein Koyaliya

Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali

7
Aankho Se Aankho Ko

Ram Kamlani, Shamshad Begum

8
Bahut Betaqalluf

G. M. Durrani, Shamshad Begum

9
Wah Re Zamane

Mohammed Rafi

10
Rajai Bin Ratiyan

Jayashree Shivaram, Usha Mangeshkar

11
Mausam Ye Suhana Hai

Asha Bhosle, Suresh Wadkar

12
Bholi Surat Wala

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

13
Bhaiya Mere Ram

Jayashree Shivaram, Mohammed Aziz, Om Prakash Sharma, Suresh Wadkar

14
Main Tumse Pyar Karta Hu

Jayshree Shivram, Suresh Wadkar

15
Bewafa Ho Tum

Kumar Sanu