Mausam Ye Suhana Hai - Ghar Ki Izzat lyrics | Ghar Ki Izzat - Mausam Ye Suhana Hai lyrics

Mausam Ye Suhana Hai is a hindi song from the 1994 movie Ghar Ki Izzat. Mausam Ye Suhana Hai singers are Asha Bhosle, Suresh Wadkar. Mausam Ye Suhana Hai composer is Amar Biswas, Utpal Biswas and Mausam Ye Suhana Hai lyricist or song writer is Anjaan. Mausam Ye Suhana Hai music director is Amar Biswas, Utpal Biswas. Mausam Ye Suhana Hai features Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo. Mausam Ye Suhana Hai director is and the producer is . The audio of Mausam Ye Suhana Hai song was released on 16th December, 1994 by null. Mausam Ye Suhana Hai YouTube video song can be watched above.


Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai
Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai
Aaj jaane ki jid na karo
Aaj jaane ki jid na karo
Haye dil ko muskil manana hai
Dil ko muskil manana hai
Mausam to bahana hai
Tumhe mujhko satana hai
Aji roko na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ka dusman zamana hai


Teri chahat ki khushbu hawao mein hai
Teri ulfat ki rangat fizao mein hai
Teri chahat ki khushbu hawao mein hai
Teri ulfat ki rangat fizao mein hai
Been kiye ye kadam dagmagane lage
Kya nasha aaj teri nighaho mein hai
Nighaho mein hai
Aji roka na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ka dusman zamana hai
Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai


Sabse keh dengi phulo bhari wadiya
Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan
Sabse keh dengi phulo bhari wadiya
Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan
Bad mudat ke milne ka mauka mila
Fir dobara ye mauka milega kaha
Milega kaha
Aaj jaane ki jid na karo
Aaj jaane ki jid na karo
Haye dil ko muskil manana hai
Dil ko muskil manana hai
Mausam to bahana hai
Tumhe mujhko satana hai
Aji roko na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ko muskil manana hai
Dil ka dusman zamana hai
Dil ko muskil manana hai.



Movie/album: Ghar Ki Izzat
Singers: Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Director: Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Label: null
Starring: Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo
Release on: 16th December, 1994
1. Who is the music director of the song Mausam Ye Suhana Hai
Ans: Mausam Ye Suhana Hai song music director is Amar Biswas, Utpal Biswas
2. Who is/are the singer/singers of the song Mausam Ye Suhana Hai
Ans: Mausam Ye Suhana Hai song singers are Asha Bhosle, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Mausam Ye Suhana Hai
Ans: Mausam Ye Suhana Hai song composer is Amar Biswas, Utpal Biswas
4. Who is the Lyricist of the song Mausam Ye Suhana Hai
Ans: Mausam Ye Suhana Hai song lyricist is Anjaan
5. What is the movie of the song Mausam Ye Suhana Hai
Ans: Mausam Ye Suhana Hai song is from Ghar Ki Izzat
6. Who wrote the song Mausam Ye Suhana Hai
Ans: Mausam Ye Suhana Hai song is written by Anjaan

Find other songs in - Ghar Ki Izzat

1
Taaron Ki Toliyon Pe

G. M. Durrani, Shamshad Begum

3
Sari Duniya Ke Sartaj

Shamshad Begum

4
Meri Duniya Ke Garibo

Shamshad Begum

5
Fariyad Meri Sun Le

Shamshad Begum

6
Bane Hain Hum

Ram Kamlani

7
Baag Mein Koyaliya

Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali

8
Aankho Se Aankho Ko

Ram Kamlani, Shamshad Begum

9
Bahut Betaqalluf

G. M. Durrani, Shamshad Begum

10
Wah Re Zamane

Mohammed Rafi

11
Rajai Bin Ratiyan

Jayashree Shivaram, Usha Mangeshkar

12
Bholi Surat Wala

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

13
Bhaiya Mere Ram

Jayashree Shivaram, Mohammed Aziz, Om Prakash Sharma, Suresh Wadkar

14
Main Tumse Pyar Karta Hu

Jayshree Shivram, Suresh Wadkar

15
Bewafa Ho Tum

Kumar Sanu