Ek Din Jhagda Ek Din Pyar - Platform lyrics | Platform - Ek Din Jhagda Ek Din Pyar lyrics

Ek Din Jhagda Ek Din Pyar is a hindi song from the 1993 movie Platform. Ek Din Jhagda Ek Din Pyar singers are Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Ek Din Jhagda Ek Din Pyar composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav and Ek Din Jhagda Ek Din Pyar lyricist or song writer is Sameer. Ek Din Jhagda Ek Din Pyar music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Ek Din Jhagda Ek Din Pyar features Ajay Devgn, Tisca Chopra, Priya. Ek Din Jhagda Ek Din Pyar director is and the producer is . The audio of Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song was released on 23rd April, 1993 by Venus Records. Ek Din Jhagda Ek Din Pyar YouTube video song can be watched above.


Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Achha lagta hai
Dil mein ha lab pe inkaar
Dil mein ha lab pe inkaar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar
Achha lagta hai
Dil mein ha lab pe inkaar
Dil mein ha lab pe inkaar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar


Jab tak na ho puri
Dil ki har baat adhuri hai
Pyar mein jaane jana
Thodi takrar jaruri hai
Jab tak na ho puri
Dil ki har baat adhuri hai
Pyar mein jaane jana
Thodi takrar jaruri hai
Paas kabhi dur chale jaane mein
Aaye maza ruthne manane mein
Muskurake yaar ko rulane mein
Aaye maza chhedne satane mein
Gusse mein has ke ikraar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar
Achha lagta hai
Dil mein ha lab pe inkaar
Dil mein ha lab pe inkaar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar


Har pal saath rahe hum
Do char din ki judaai ho
Ho sada hangama
Thodi si kabhi tanhai ho
Har pal saath rahe hum
Do char din ki judaai ho
Ho sada hangama
Thodi si kabhi tanhai ho
Chaaha tujhe chand mulakato mein
Khoya raha main to teri baato mein
Leke tera haath mere haatho mein
Soyi kabhi jagi jawa raato mein
Chori se chhupke didar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar
Achha lagta hai
Dil mein ha lab pe inkaar
Dil mein ha lab pe inkaar
Achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar.



Movie/album: Platform
Singers: Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Venus Records
Starring: Ajay Devgn, Tisca Chopra, Priya
Release on: 23rd April, 1993
1. Who is the music director of the song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Ans: Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Ans: Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song singers are Kumar Sanu, Sadhana Sargam
3. Who is the Composer of the song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Ans: Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
4. Who is the Lyricist of the song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Ans: Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song lyricist is Sameer
5. What is the movie of the song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Ans: Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song is from Platform
6. Who wrote the song Ek Din Jhagda Ek Din Pyar
Ans: Ek Din Jhagda Ek Din Pyar song is written by Sameer

Find other songs in - Platform

1
Na Pyar Kiye

Sadhana Sargam, Udit Narayan

2
Main Shama Tu Parwana

Alka Yagnik, Udit Narayan

3
Iss Baat Ka Bahana

Kavita Krishnamurthy

4
Duniya Di Tha Tha Tha

Arun Bakshi