Jinka Ghar Ho Ayodhaya - Bade Ghar Ki Beti lyrics | Bade Ghar Ki Beti - Jinka Ghar Ho Ayodhaya lyrics

Jinka Ghar Ho Ayodhaya is a hindi song from the 1989 movie Bade Ghar Ki Beti. Jinka Ghar Ho Ayodhaya singer is Suresh Wadkar. Jinka Ghar Ho Ayodhaya composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Jinka Ghar Ho Ayodhaya lyricist or song writer is Santosh Anand. Jinka Ghar Ho Ayodhaya music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Jinka Ghar Ho Ayodhaya features Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Shammi Kapoor. Jinka Ghar Ho Ayodhaya director is and the producer is . The audio of Jinka Ghar Ho Ayodhaya song was released on 7th April, 1989 by T-Series. Jinka Ghar Ho Ayodhaya YouTube video song can be watched above.


Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram


Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Aage age ram chalat hai
Aage age ram chalat hai
Pichhe laxman bhai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma


Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Aage age ram chalat hai
Aage age ram chalat hai
Pichhe laxman bhai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram siya ram
Siya ram siya ram


Bharat shtrughan se hai devar
Bharat shtrughan se hai devar
Sita sneh lutati jin par
Gun avgun yeh kuchh na jane
Maat pita ko tirath mane
Dasrathji ke char ladle
Dasrathji ke char ladle
Tulsi ki chopayi
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai


Ram ke koi behan na thi
Ram ke koi behan na thi
Unko shayad yahi kami thi
Is ghar mein hai chhoti behana
Har bhai ka sukh aur chaina
Is ghar mein hai chhoti behana
Har bhai ka sukh aur chaina
Baat baat mein khel karat hai
Nandi aur bhojai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Jinka ghar ho ayodhaya
Jaisa unki hot badai
Aage age ram chalat hai
Aage age ram chalat hai
Pichhe laxman bhai
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma


Kitna bhajan karo
Kitna jatan karo
Aaya samay kabhi kal ka nahi
Aaya samay kabhi kal ka nahi
Swarath ki dharti par boya
Jopatthar paudha
Kabhi bhi falta nahi
Ravan tha abhimani
Karta tha manmani
Ravan tha abhimani
Karta tha manmani
Duniya se khud hi jata rahi
Sita ki shkti ko
Laxman ki bhakti ko
Sansaar geeto mein gata raha
Sansaar geeto mein gata raha
Raghukul reeti sada chali aayi
Pran jaaye par vachan na jaaye
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma
Kaushalya tohre anganva ma.



Movie/album: Bade Ghar Ki Beti
Singers: Suresh Wadkar
Song Lyricists: Santosh Anand
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: T-Series
Starring: Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Shammi Kapoor
Release on: 7th April, 1989
1. Who is the music director of the song Jinka Ghar Ho Ayodhaya
Ans: Jinka Ghar Ho Ayodhaya song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Jinka Ghar Ho Ayodhaya
Ans: Jinka Ghar Ho Ayodhaya song singer is Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Jinka Ghar Ho Ayodhaya
Ans: Jinka Ghar Ho Ayodhaya song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Jinka Ghar Ho Ayodhaya
Ans: Jinka Ghar Ho Ayodhaya song lyricist is Santosh Anand
5. What is the movie of the song Jinka Ghar Ho Ayodhaya
Ans: Jinka Ghar Ho Ayodhaya song is from Bade Ghar Ki Beti
6. Who wrote the song Jinka Ghar Ho Ayodhaya
Ans: Jinka Ghar Ho Ayodhaya song is written by Santosh Anand

Find other songs in - Bade Ghar Ki Beti

1
Karna Fhakiri Phir Kya

Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar

2
Samdhi Teri Ghodi

Alka Yagnik, Hariharan, Mohammed Aziz

3
Bade Ghar Ke Bete Ke Nakhre

Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy

4
Yeh Ladki Nahin Hai

Alka Yagnik, Mohammed Aziz

5
Teri Payal Baji Jahan

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz