Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua - Jis Desh Men Ganga Behti Hai lyrics | Jis Desh Men Ganga Behti Hai - Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua lyrics

Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua is a hindi song from the 1960 movie Jis Desh Men Ganga Behti Hai. Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua singers are Asha Bhosle, Lata Mangeshkar. Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua lyricist or song writer is Shailendra (Shankardas Kesarilal). Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua features Raj Kapoor, Padmini, Pran. Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua director is and the producer is . The audio of Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song was released on null by Saregama. Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua YouTube video song can be watched above.


Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata kya huya


Sans sans bekarar hai
Jaise tere dil ke par hai
Haye jiski mithi mithi hai jalan
Ye wo madhbhara bukhar hai
Mat kisi ko bata chhup sake to chhupa
Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata kya huya


Din me tujhko khawab aayenge
Aur rat bhar jagayenge
Dur ye kasak jo yu bani rahi
Haye hum to mar hi jayenge
Dhadke dil har ghadi
Haye ye kya bebasi
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata
Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera, kya huya


Is nashe ka kya utar hai
Is nadi ka koi par hai
Rog ye to lailaz hai
Ha isi ka naam pyar hai
Roz hota nahi hoke mitta nahi
Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata kya huya.



Singers: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Padmini, Pran
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Ans: Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Ans: Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song singers are Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Ans: Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Ans: Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song lyricist is Shailendra (Shankardas Kesarilal)
5. What is the movie of the song Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Ans: Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song is from Jis Desh Men Ganga Behti Hai
6. Who wrote the song Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Ans: Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua song is written by Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Find other songs in - Jis Desh Men Ganga Behti Hai

1
Aa Ab Laut Chalen

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

2
Pyar Kar Le

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

3
O Basanti Pawan Pagal

Lata Mangeshkar

4
Begani Shadi Me Abdulla Deewana

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

6
Ho Maine Pyar Kiya

Lata Mangeshkar

7
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title)

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

8
Mera Naam Raju

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)