Kya Le Ke Aaya Tha - Pandit Aur Pathan lyrics | Pandit Aur Pathan - Kya Le Ke Aaya Tha lyrics

Kya Le Ke Aaya Tha is a hindi song from the 1977 movie Pandit Aur Pathan. Kya Le Ke Aaya Tha singers are Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Kya Le Ke Aaya Tha composer is Master Sonik, Om Prakash Sonik and Kya Le Ke Aaya Tha lyricist or song writer is M. G. Hashmat. Kya Le Ke Aaya Tha music director is Master Sonik, Om Prakash Sonik. Kya Le Ke Aaya Tha features Joginder, Kiran Kumar, Asha Sachdev, Mehmood, Helen. Kya Le Ke Aaya Tha director is and the producer is . The audio of Kya Le Ke Aaya Tha song was released on 2nd December, 1977 by Saregama. Kya Le Ke Aaya Tha YouTube video song can be watched above.


Kya leke aaya tha kya leke jana hai
Nange jag mein aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Nange jag mein aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Oye dhan daulat aur mahal
Do mahale yahi chhod kar jana hai
Nange jag mein aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Ho sunle yaar
Nange jag mein aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Nange jag mein aaye the
Aur nange hi wapis jana hai


Shish mahal mein khada hua
Kyu hamse aankhe fere
Shish mahal mein khada hua
Kyu hamse aankhe fere
Gali me aake gale se lagja
Yar khade hai tere
Nahi aayega nahi aayega
Nahi aayega sidha bistar pe jayega
Us bistar ke piche ghari hai
Ghari nahi ghadi bolo
Us bistar ke piche ghari hai
Chalti nahi hai kab se khari hai
Usme iski jan ari hai
Jan ari hai


Waqt ke aage chal chale na
Hamne yahi samjhana hai
Waqt ke aage chal chale na
Hamne yahi samjhana hai
Oye dhan daulat or mahal
Do mahale yahi chod kar jana hai
Nange jag me aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Nange jag me aaye the
Or nange hi wapis jana hai


Oye rang birange sangemar mar
Ek kothi banai
Oye rang birange sangemar mar
Ek kothi banai
Pila tele phone laga ke
Ladki waha pe bithai
Pila tele phone laga ke
Ladki waha pe bithai
Phone to dekho
Phone to dekho hukke jaisa
Charo taraf hai hukke jaisa
Aaj bataye mast kalandar
Aaj bataye mast kalandar
Kaha hai iske dhan ka mantar
Panch hai unli panch hai numbar


Apne desh ki chori kare to
Suka jail thikana hai
Apne desh ki chori kare to
Suka jail thikana hai
Oye dhan daulat aur mahal
Do mahale yahi chhod kar jana hai
Nange jag me aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Nange jag me aaye the
Or nange hi wapis jana hai


Dekho hazrat matha upar
Chandan tilak lagaye
Dekho hazrat matha upar
Chandan tilak lagaye
Roza hawan karwaye ghar ma
Bhaktan ko bulwaye
Hawan kund ke
Hawan kund ke pichhu shankar
Dekho tum bhi pandit ban kar
In kadmo mein sar ko jhuka de
In kadmo mein sar ko jhuka de
Kala neela button dabade


Muh mein rama bagal mein khanjar
Ye shaitan ka nana hai
Muh mein rama bagal mein khanjar
Ye shaitan ka nana hai
Dhan daulat or mahal
Do mahale yahi chhod kar jana hai
Nange jag me aaye the
Aur nange hi wapis jana hai
Nange jag me aaye the
Aur nange hi wapis jana hai.



Movie/album: Pandit Aur Pathan
Singers: Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: M. G. Hashmat
Music Composer: Master Sonik, Om Prakash Sonik
Music Director: Master Sonik, Om Prakash Sonik
Music Label: Saregama
Starring: Joginder, Kiran Kumar, Asha Sachdev, Mehmood, Helen
Release on: 2nd December, 1977
1. Who is the music director of the song Kya Le Ke Aaya Tha
Ans: Kya Le Ke Aaya Tha song music director is Master Sonik, Om Prakash Sonik
2. Who is/are the singer/singers of the song Kya Le Ke Aaya Tha
Ans: Kya Le Ke Aaya Tha song singers are Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Kya Le Ke Aaya Tha
Ans: Kya Le Ke Aaya Tha song composer is Master Sonik, Om Prakash Sonik
4. Who is the Lyricist of the song Kya Le Ke Aaya Tha
Ans: Kya Le Ke Aaya Tha song lyricist is M. G. Hashmat
5. What is the movie of the song Kya Le Ke Aaya Tha
Ans: Kya Le Ke Aaya Tha song is from Pandit Aur Pathan
6. Who wrote the song Kya Le Ke Aaya Tha
Ans: Kya Le Ke Aaya Tha song is written by M. G. Hashmat

Find other songs in - Pandit Aur Pathan

1
Tune Pyar Se

Asha Bhosle

2
Mera Imaan Tujpe Kurbaan

Mohammed Rafi, Om Prakash Sonik, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

3
Main Pandit Tu Pathan

Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

4
Bam Bam Bhole

Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)