Neend Nahin Aati Mujhe - Insaniyat Ke Devta lyrics | Insaniyat Ke Devta - Neend Nahin Aati Mujhe lyrics

Neend Nahin Aati Mujhe is a hindi song from the 1993 movie Insaniyat Ke Devta. Neend Nahin Aati Mujhe singers are Sadhana Sargam, Udit Narayan. Neend Nahin Aati Mujhe composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav, Raja Kaasheff (Raja Kashif) and Neend Nahin Aati Mujhe lyricist or song writer is Kashif Iqbal. Neend Nahin Aati Mujhe music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Neend Nahin Aati Mujhe features Raj Kumar, Vinod Khanna, Rajinikanth, Jaya Prada, Vivek Mushran, Manisha Koirala, Varsha Usgaonkar, Shakti Kapoor, Rakesh Bedi, Reeta Bhaduri, Satyen Kappu, Johny Lever, Guddi Maruti, Raza Murad, Yunus Parvez, Rami Reddy, Ajit Vachchani, Vikas Anand, Avtar Gill, Joginder, Jagdeesh Raj. Neend Nahin Aati Mujhe director is and the producer is . The audio of Neend Nahin Aati Mujhe song was released on null by Venus Records. Neend Nahin Aati Mujhe YouTube video song can be watched above.


Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Aankho aankho se
Sari raat gujar jati hain
Rat gujar jati hai


Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Aankho aankho mein
Sari raat gujar jati hain
Rat gujar jati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain


Katti nahin hain
Raate ab to judai ki
Katti nahin hain
Raate ab to judai ki
Dasne lagi hain
Mujhe ab sahnai bhi
Kaise mai batau
Mere dil ka jo hal hai
Rat bhar jagu mera
Jeena mohal hain
Rat bhar jagu mera
Jeena mohal hain
Jeena mohal hain
Haste hai tare mujhe
Chandani jalati hain
Haste hai tare mujhe
Chandani jalati hain
Aankho aankho mein
Sari raat gujar jati hai
Rat gujar jati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hain


Pyar mein duniya
Jo humko satayegi
Pyar mein duniya
Jo humko satayegi
Phir bhi juda ye
Hame kar nahin payegi
Dushman sara
Jaha agar ho jayega
Marne ke bad hame
Rab to milayega
Marne ke bad hame
Rab to milayega
Rab to milayega
Julmi ye duniya hai
Dil ko dukhati hai
Julmi ye duniya hai
Dil ko dukhati hai
Aankho aankho mein
Sari raat gujar jati hai
Rat gujar jati hai
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hai
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hai
Aankho aankho se
Sari raat gujar jaati hai
Rat gujar jati hai
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hai
Neend nahin aati mujhe
Neend nahin aati hai.



Movie/album: Insaniyat Ke Devta
Singers: Sadhana Sargam, Udit Narayan
Song Lyricists: Kashif Iqbal
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav, Raja Kaasheff (Raja Kashif)
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Venus Records
Starring: Raj Kumar, Vinod Khanna, Rajinikanth, Jaya Prada, Vivek Mushran, Manisha Koirala, Varsha Usgaonkar, Shakti Kapoor, Rakesh Bedi, Reeta Bhaduri, Satyen Kappu, Johny Lever, Guddi Maruti, Raza Murad, Yunus Parvez, Rami Reddy, Ajit Vachchani, Vikas Anand, Avtar Gill, Joginder, Jagdeesh Raj
Release on: null
1. Who is the music director of the song Neend Nahin Aati Mujhe
Ans: Neend Nahin Aati Mujhe song music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
2. Who is/are the singer/singers of the song Neend Nahin Aati Mujhe
Ans: Neend Nahin Aati Mujhe song singers are Sadhana Sargam, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Neend Nahin Aati Mujhe
Ans: Neend Nahin Aati Mujhe song composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav, Raja Kaasheff (Raja Kashif)
4. Who is the Lyricist of the song Neend Nahin Aati Mujhe
Ans: Neend Nahin Aati Mujhe song lyricist is Kashif Iqbal
5. What is the movie of the song Neend Nahin Aati Mujhe
Ans: Neend Nahin Aati Mujhe song is from Insaniyat Ke Devta
6. Who wrote the song Neend Nahin Aati Mujhe
Ans: Neend Nahin Aati Mujhe song is written by Kashif Iqbal

Find other songs in - Insaniyat Ke Devta

1
Tan Bheeg Gaya

Anand Shrivastav, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

2
Suno To Zara

Kumar Sanu, Sadhana Sargam