Pyaar Isaka Naam Hai - Ahankaar lyrics | Ahankaar - Pyaar Isaka Naam Hai lyrics

Pyaar Isaka Naam Hai is a hindi song from the 1995 movie Ahankaar. Pyaar Isaka Naam Hai singer is Sadhana Sargam. Pyaar Isaka Naam Hai composer is Anu Malik and Pyaar Isaka Naam Hai lyricist or song writer is Anand Bakshi. Pyaar Isaka Naam Hai music director is Anu Malik. Pyaar Isaka Naam Hai features Mithun Chakraborty, Mamta Kulkarni, Mohnish Bahl, Prem Chopra, Gulshan Grover. Pyaar Isaka Naam Hai director is and the producer is . The audio of Pyaar Isaka Naam Hai song was released on 8th August, 1995 by Ultra Series. Pyaar Isaka Naam Hai YouTube video song can be watched above.


Shaam piya ki bansi ke
Bin kya raadha ka geet
Shaam piya ki bansi ke
Bin kya raadha ka geet
Naina tujhako dhund rahe hai
O mere manmeet


Main dafali bajaayunga
Baja baja baja
Baja dafali baja
Tera saath nibhaayunga
Nibha nibha nibha
Nibha saath nibha
Main dafali bajaayunga
Tera saath nibhaayunga
Majbur hoon
Main tu ghum na kar
Main aankhon se gaayunga
Main aankhon se gaayunga
Ga baja ga dafali baja


Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh pyaar
Is ka naam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh pyaar
Is ka naam hai
Ho pyaar is ka naam hai


Teri dafali pe dil yeh khole
Meri paayal bhi yeh bole
Pyaar bhara har puja
Pyaar jahan nahi koi duja
Sabse pehale raam bana tha
Phir iss pyaar ka naam bana tha
Chanda suraj phool sitaare
Usake baad bane phir saare
Na mehandi na doli na
Kaaje ka yeh kaam hai
Na mehandi na doli na
Kaaje ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh pyaar
Is ka naam hai
Haan pyaar is ka naam hai


Pyaar magar hota hai kaise
Pyaar kiya toh jaana aise
Patjhad saawan ban jaata hai
Saawan patjhad ban jaata hai
Maine pyaar ko pehan liya hai
Prem chunar ko odh liya hai
Isake aage hai chup rehana
Abb kya sunana abb kya kehana
Na waado na kasmo
Na rasmo ka yeh kaam hai
Na waado na kasmo
Na rasmo ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai toh
Karana hai toh
Pyaar is ka naam hai
Haan pyaar is ka naam hai


Main dafali bajaayunga
Tera saath nibhaayunga
Main dafali bajaayunga
Tera saath nibhaayunga
Majbur hoon
Main tu ghum na kar
Main aankhon se gaayunga
Main aankhon se gaayunga


Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Na sona na chaandi na
Paise ka yeh kaam hai
Dil ka sauda karana hai
Toh pyaar is ka naam hai
Pyaar is ka naam hai
Pyaar is ka naam hai
Pyaar is ka naam hai.



Movie/album: Ahankaar
Singers: Sadhana Sargam
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Ultra Series
Starring: Mithun Chakraborty, Mamta Kulkarni, Mohnish Bahl, Prem Chopra, Gulshan Grover
Release on: 8th August, 1995
1. Who is the music director of the song Pyaar Isaka Naam Hai
Ans: Pyaar Isaka Naam Hai song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Pyaar Isaka Naam Hai
Ans: Pyaar Isaka Naam Hai song singer is Sadhana Sargam
3. Who is the Composer of the song Pyaar Isaka Naam Hai
Ans: Pyaar Isaka Naam Hai song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Pyaar Isaka Naam Hai
Ans: Pyaar Isaka Naam Hai song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Pyaar Isaka Naam Hai
Ans: Pyaar Isaka Naam Hai song is from Ahankaar
6. Who wrote the song Pyaar Isaka Naam Hai
Ans: Pyaar Isaka Naam Hai song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Ahankaar

1
Koi Bhi Na Jaane

Abhijeet Bhattacharya

2
Tum Mujhe Itana Pyaar Karo

Alka Yagnik, Kumar Sanu

3
Raama Raama

Sushma Shrestha (Poornima)

4
Oh Bamba Oh

Kumar Sanu, Sadhana Sargam

5
Mummy Ne Puchha

Sadhana Sargam

6
Tere Andar Meri Jaan

Alka Yagnik, Udit Narayan